Aankh Phadakna in Islam
aankh phadakna koi buri baat nahi hai.
phir chahe wo koi si bhi ho seedhe (Right) ya ulti (Left) koi si bhi aankh phadakne se koi bhi jaani maali nuksan nahi hota.
islam me aankh phadakne ki koi haqeeqat nahi hai.
aankh phadakne se aafat aati hai ya aankh phadakne se koi nuksaan hota hai ye sab bekaar ki baate hain.
in sab fizol ki chizo me musalman ko nahi ulajhna chahiye.