Aurat Ka Parda, Parday Ka Hukam

Aurat Ka Parda, Parday Ka Hukam

islam me aurat ka parda karna farz hai.

quran aur hadees me aurat ko parda karne ki bahut takeed ki gai hai.

aur sirf takeed hi nahi ki gai hai balke musalman aurat par farz hai parda karna.

ab main aapko batata hoon parda kaise karna chahiye.

pura badan chupa huwa ho haath aur pair ko chor kar, itna parda to har aurat ko karna hi karna hai.

bahut hi shadeed mazburi me ya zaroorat ke waqt chahera kholne ki izajat hai.

lekin islam me sabse bahetar ye hai keh aurat sar ke baal se le kar pair ke nakhun tak sab kuch dhaanp le.

aur parda bhi aisa karna hai keh aurat ka jism smajh me na aa raha ho.

aurat ka hijab itna tang ya zeenat wala na ho.

bilkul saada hijab ho.

bilkul sharai parda jo dheela dhaala ho.

aurat apni marzi se jitna zyada parda karegi usko utna hi zyada shawab milega.

pardy ke baare me details se samajhne ke liye neeche mufti tariq masood sahab ke kuch videos hain unko zaroor dekhe.