Ayatul Kursi Ki Fazilat

Ayatul Kursi Ki Fazilat

hadees me ayatul kursi ki bahut fazilat hai.

nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne ayatul kursi ke baare me farmaya isse afzal ayat pure quran me nahi hai.

nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya jo farz namaz ke baad ayatul kursi padhega use jannat me jaane se koi cheez nahi rok sakti.

hadees me ayatul kursi ke baare me aata hai keh shaitan se jinnat se aur jaadu waghaira se bachati hai.

raat ko bhi ayatul kursi padh kar sona chahiye.

shaitan ayatul kursi se darta hai.

ayatul kursi ka mafhoom samajh kar ke agar aap ayatul kursi padhoge to aapko zyada shawab milega.

ayatul kursi ke baare aur jaanne ke liye neeche mufti sahab ke videos ko zaroor dekhe.