Baith Kar Namaz Padhna Kaisa Hai

Baith Kar Namaz Padhna Kaisa Hai

baith kar namaz aap sirf usi waqt padh sakte hain jab bahut mazboori ho.

bina kisi mazboori ya bimari ke baith kar namaz padhna jaiz nahi hai.

aapko apne baare me ye yaqeen hai keh aap khade ho kar namaz nahi padh sakte.

to hi aap kursi par ya zameen par baith kar namaz padh sakte hain.

nafil namaz aap baghair kisi mazburi ke baith kar padh sakte ho.

neeche wala video zaroor dekhe.