Chori Ki Saza
main aapko batata hoon islam me chori ki kya saza hai.
agar koi paheli baar chori kare to uski saza ye hai keh uska dayan (Right) haath kata jayega.
agar koi doosri baar chori kare to uski saza ye hai keh uska bayan (Left) pair kata jayega.
aur agar koi teesri baar chori kare to imam shaafi kahete hain uska doosra pair bhi kata jayega.
lekin imam abu hanifa kahete hain keh teesri baar chori karne par ab na koi haath kata jayega aur na pair kata jayega.
balke kode maare jayenge.