Dadhi Rakhna Sunnat Hai ya Farz

Dadhi Rakhna Sunnat Hai ya Farz

islam me dadhi rakhna wajib hai.

aur Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne bhi dadhi rakhi hai is wajah se ye sunnat bhi hai.

darhi rakhna koi chota amal nahi hai.

dadhi kitni rakhni chahiye darhi ki lambai kam se kam ek muthhi (Musht) ho.

ab baat karte hain dadhi rakhne ka sunnat tarika kya hai.

darhi par koi bhi stylish design na banaye.

darhi jaise qudrati taur par aati hai aane dein.

bas kam se kam dadhi ki lambai ek muththi ho.

dadhi rakhna sunnat bhi hai wajib bhi hai.

aap aisa samajh lijiye ke dadhi rakhna har musalman ke liye farz hai.

dekha jaye to agar aap dadhi rakhte ho to aap islam ke ek bahut bade hukm par amal karloge.

neeche mufti sahab ke kuch videos hain unko zaroor dekhe aapko dadhi ki ahemiyat pata chal jayegi.