Jumma Ki Namaz Farz Hai Ya Wajib

Jumma Ki Namaz Farz Hai Ya Wajib

dekhiye jumma ki namaz farz hai.

Quran me Surah jummah me allah farmate hain keh “Jab jumme ke din allah ki yaad ke liye bolaya jaye to allah ki yaad ki taraf dauro”.

jume ki namaz farz hone ki quran se bahut mazbooj daleel saabit hai.

to jummah ki namaz farz hai mardo ke liye.

aurton ke liye farz nahi hai wo ghar me zuhar ki namaz is waqt padh sakti hain.

agar masjid me aurat ke namaz padhne ka intezam ho to aurat ki juma ki namaz ho jayegi.

aurat ke liye ghar par jummah ki namaz padhna sahi nahi hai.

jumme ki namaz na hi wajib hai aur na hi sunnat hai jumma ki namaz farz hai.