Kabira Gunah Kya Hai

Kabira Gunah Kya Hai

kabira gunah kaunse hain unki aap list dekhlo.

namaz jaan boojh kar qaza karna kabira gunah hai.

Dadhi katna bhi kabira gunah me daakhil hai.

sood khana bhi kabira gunah hai.

reshtedari todna bhi kabira gunah hai.

waldain ki na farmani karna bhi kabira gunah hai.

qatl karna bhi kabira gunah hai.

sharab peena bhi kabira gunah hai.

geebat karna bhi kabira gunah hai.

ramzan ka roza jaan boojh kar chorna bhi kabira gunah hai.

chahe ek hi roza kyon na ho.

zakat na dena bhi kabira gunah hai.

aurat ka parda na karna bhi gunah e kabira hai.

yateem ki wirasat khana bhi gunah e kabira hai.

bahen ki wirasat na dena bhi gunah e kabira hai.

zina karna bhi gunah e kabira hai.

mardon ka mardon ke saath badkari karna aur aurton ka aurton ke saath badkari karna bhi gunah e kabira hai.

hamesha jhoot bolna bhi gunah e kabira hai.

ulma e akram ne kaha hai keh har wo gunah jiske karne par jahannam ki waeed hai wo gunah gunah e kabira hai.

kabira gunah ke baare me mufti tariq masood sahab ke kuch videos hain unko zaroor dekhe.