Kasam Todne Ka Kaffara

Kasam Todne Ka Kaffara

kya aap ye janna chahte hain keh kasam todne ka kaffara kya hai to is article ko pura padhe.

das (10) garibon ko 2 time ka khana khilao.

khana darmiyani darze ka hona chahiye.

ya kapde pahenao unko darmiyani darze ka.

ya phir aap lagataar 3 din ke roze rakho.

ya phir aapko ghulam azad karna hoga.

lekin ghulam to aaj ke zamane me hai nahi.

aap mufti sahab ka neeche video hai usko pura dheyan se dekho aapko achche se samajh me aa jayega.