Kis Din Roza Rakhna Haram Hai

Kis Din Roza Rakhna Haram Hai

1 sawwal yani eid ul fitr ka roza rakhna haram hai.

aur eid ul adha yani 10, 11, 12, aur 13, zulhijjah ka roza rakhna bhi haram hai.

yani aiyyam e tashriq jab jab padhi jati hai us din roza nahi rakhna chahiye.

aur jummah ke din ko roze ke saath khaas kar lena bhi manah hai.

nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne isse bhi manah kiya hai.

sirf aur sirf jumah ke din roza nahi rakhna chahiye.