Mujhe Pyar Hua Tha
mujhe pyar hua tha ek pakistani drama hai.
aur drama dekhna najaiz hai phir chahe wo pakistani ho ya nahi aur filme dekhna bhi na jaiz hai.
mujhe pyar hua tha song
gane sunna ek aisi bimari hai jo aapko andar hi andar aapke imaan ko kamzoor karti raheti hai.
kisi bhi qism ke gane na sune.
is bayan me mufti sahab kya kahe rahe hain use gaur se sune.
mujhe pyar hua tha episode 15
agar aap ye drame nahi choroge to ye drame aur cricket aapki zindagi ka time khatam kar denge.
isse pahele aapki zindagi khatam ho aap aakhrat ki tayyari karlo.
mujhe pyar hua tha episode 14
aapki zindagi har din dheere dheere karke khatam ho rahi hai.
aap aakhrat ke liye kya jama kar rahe ho aap is par dheyan do.
in fizol dramo par dheyan mat do.
mujhe pyar hua tha episode 13
ye drame aapko aakhrat me to barbad karenge duniya me bhi iske nuqsanat bahut zyada hai.
ye drame humare gharon me jo islami mahool khatam ho raha hai uski bahut badi wajah hai.
mujhe pyar hua tha episode 2
agar aap aakhrat me bahetar thekana chahte ho to aap in behaya dramo ko na dekho.
apni nazron ko paak rakho.
mujhe pyar hua tha episode 1
ye drame wale aapko apne waldain ka baghi bana rahe hain.
waldain ka islam me bahut bada haq hai.