Namaz Chorne Ka Gunah, Azab aur Saza Kya Hai
ek musalman ke liye namaz chorna bahut hi buri baat hai.
namaz chorne ki saza duniya me ye hai keh allah paak benamazi ka sukoon cheen lete hain.
aur aakhrat me to namaz chorne ka bahut hi dard naak azab hoga.
namaz padhne wale ko qayamat ke din bahut zyada kamyabi milegi.
aur jo namaz nahi padhta wo kal qayamat me bahut hi zyada nuksan me hoga.
allah ki nazar me tauheed ke baad sabse zyada ahemiyat namaz ki hai.
agar aapko namaz ki ahemiyat ke baare me bahut achche se janna hai to neeche ke videos ko dheyan se dekho.