Namaz Ki Niyat Kaise Kare

Namaz Ki Niyat Kaise Kare

kisi bhi namaz ki niyat karne ke liye aapko us namaz ka naam aur uski rakat aur aap sunnat ya nafl padh rahe hain bolna hota hai aur chahera mera kaaba sharif ki taraf waaste allah ke.

aur agar aap imam ke peeche namaz padh rahe hain to aapko ye jumla bhi bolna hoga “peeche is imam ke”.

ye apne dil me bolna hota hai.

meshal ke taur par aap fajr ki namaz padh rahe hain.

to aap ye jumla apne dil me bolenge aur zabaan hilayenge “ya allah main niyat karta hoon keh main fajr ki 2 rakat sunnat namaz ada karta hoon, chahera mera kaaba sharif ki taraf, waste allah ke”.

aur agar aap fajr ki namaz imam ke peeche padh rahe hain to aap dil me ye jumla padhenge aur zabaan hilayenge “ya allah main niyat karta hoon keh main fajr ki 2 rakat farz namaz ada karta hoon, chahera mera kaaba sharif ki taraf, peeche is imam ke, waste allah ke”.

yahan sirf samjhane ke liye meshal fajr namaz ki di hui hai.

theek isi trah aapko apni namaz ki niyat karni hai.

aap koi si bhi namaz padh rahe hoon niyat aapko aise hi karni hai.

shukrane ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

ishraq ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

tarabi ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

tahajjud ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

chasht ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

juma ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

sunnat ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

qaza ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

witr ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

nafil ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

taraweeh ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

fajr ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

zuhar ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

asr ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

maghrib ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.

isha ki namaz ki niyat bhi aap aise hi karoge.