Namaz Me Hath Kaha Bandhna Chahiye

Namaz Me Hath Kaha Bandhna Chahiye

dekha jaye to namaz me hath bandhne ke mukhtalif tariqe hain.

islam me jo bade bade faqi aur imam hain sabki alag alag rai hai.

imam abu hanifa ke najdeek naaf par hath bandhna chahiye.

aur apni seedhi hatheli ko ulti hatheli par is trah rakhna chahiye keh seedhi hatheli ki 3 ongliya kalai par rahe.

aur angutha aur choti ongli se kalai ko pakro.

jitne bhi bade bade imam hain unme se bahut so ki rai me ikhtelaf hai.

aap seene par bhi hath bandh sakte hain jis trah ahele hadees bandhte hain.

aap naaf par bhi haath rakh sakte ho.

aap mufti sahab ka ye video dekhlo aapko pata chal jayega namaz me hath bandhne ka tarika.