Namaz Mein Waswase Aaye To Kya Kare
namaz me agar kisi ko waswase aa rahe hain to iska ilaj yeh hai keh waswason ko zyada ahemiyat na de.
waswason ko na khud se laane ki koshish kare.
aur na waswason ko bhagane ki koshish kare.
namaz me jo shaitani waswase aa rahe hain unko aap puri trah se nazar andaz kar de.
namaz me aapko jo waswase aa rahe hain ye shaitan ki ek chaal hai.
aapka dil namaz me na lage isliye shaitan aisa karta hai.
namaz me jo waswase aa rahe hain onki tension na le.
yahi ilaj hai waswaso ka.