Raat Mein Jhadu Lagana aur Raat Mein Nakhun Katna Kaisa Hai in Islam
raat mein jhadu lagana koi buri baat nahi hai.
agar aapke ghar me gandagi hai to aap raat me jhadu laga sakte ho.
islam me raat mein jhadu lagane se koi gunah nahi milta.
aur raat mein jhadu lagane se islam me manah bhi nahi kiya gaya hai.
aap raat me jhadu laga sakte ho.
raat mein jhadu lagane se koi shaitani aafat nahi aati ye sab zahilana baate hain.
raat mein nakhun katna koi buri baat nahi hai.
agar aapke nakhun bade ho gaye hain ya phir kisi bhi wajah se aap raat me nakhun kat sakte ho.
islam me raat mein nakhun katne se koi gunah nahi hota.
aur raat mein nakhun katne se islam me manah bhi nahi kiya gaya hai.
aap raat me nakhun kaat sakte ho.
raat mein nakhun katne se koi shaitani aafat nahi aati ye sab zahilana baate hain.