Surah Ikhlas Ki Fazilat Aur Tafseel
nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya jo koi surah ikhlas 3 martaba padhega to use 1 martaba pura quran padhne ka shawab milega.
nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya surah ikhlas ek tehayi (One Third) quran ke brabar hai.
surah ikhlas ki fazilat aur tafseer ke baare me aur detail se samajhne ke liye neeche mufti sahab ke videos dekhe.