Zina Ka Azab, Saza aur Nuqsan

Zina Ka Azab, Saza aur Nuqsan

zina ki saza ye hai keh agar koi kanwaara mard ya kanwari aurat zina kare to use beech chowk pe sabke samne 80 kode (chabuk) mare jaye.

agar koi shaadi shuda mard ya shaadi shuda aurat zina kare to use zameen me dhansa kar patharo se maar maar kar halak kar diya jaye.

ye saza tab di jayegi jab hukumat islami hogi.

aur zina ka azab ye hai keh zina karne walo ko allah jahannam me bahut sakht azab dega.

jahannam me allah aise logo ko aisa ghost khane keliye denge jisme kire lage honge.

duniya me zina ka nuqsan ye hai keh zina karne ke baad iski lat lag jati hai.

ek baar agar koi ye gunah karega to isko baar baar karne ka dil karta hai.

matlab iski lat lag jati hai.

aur insan isme ulajh kar rahe jata hai aur isi me apni puri zindagi barbad kar deta hai.

isliye zina se bachna chahiye.

iska azab qayamat me bahut sakht hai aur duniya me bhi iske bahut nuqsanat hain.